Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMohammed Rafi
HomeMohammed Rafi
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaaa aaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa sukh ke sab saathi dukh mein na koooooi sukh ke sab saathi dukh mein na koooooi mere raam mere raaaam tera naam ik saancha dooja na koooooi sukh ke sab saathi dukh mein na koooooi jeevan aani jaani chhaayaaaaaa jeevan aani jaani chhaayaa jhoothi maaya jhoothi kaaya phir kaahe ko saari umariyaaaaaa phir kaahe ko saari umariyaa paap ki gathri dhoyi sukh ke sab saathi dukh mein na koooooi mere raam mere raaaam tera naam ik saancha dooja na koooooi naa kuchh tera naa kuchh meraaaaa naa kuchh tera naa kuchh meraa ye jag jogi wala phera raja ho ya rank sabhi kaaaaa raja ho ya rank sabhi ka ant ek sa hoooi sukh ke sab saathi dukh mein na koooooi mere raam mere raaaam tera naam ik saancha dooja na koooooi baahar ki tu maati phaankeeee baahar ki tu maati phaanke mann ke bheetar kyun na jhaanke ujale tan par maan kiyaaaaa ujale tan par maan kiyaa aur mann ki mail na dhoi sukh ke sab saathi dukh mein na koooooi mere raam mere raaaam
sun aye maahzabin mujhe tujhse ishq nahin mujhe tujhse ishq nahin tujhse ishq nahin nahin nahin nahin sun aye maahzabin mujhe tujhse ishq nahin yun main tera kaayal hoon naaz o adaa par maayal hoon jalwon ka dam jalwon ka dam bharta hoon chhup chhup dekha karta hoon par aye parda nashin mujhe tujhse ishq nahin sun aye maahzabin mujhe tujhse ishq nahin tu wo dilkash hasti hai jo khwabon mein basti hai tu keh de to oooooo tu keh de to jaan de doon jaan to kya imaan de doon par aye haath lagi mujhe tujhse ishq nahin sun aye maahzabin mujhe tujhse ishq nahin mujhe tujhse ishq nahin
sun le tu dil ki sadaa sun le tu dil ki sadaa pyaar se pyaar sajaa sun le tu dil ki sadaa pyaar se pyaar sajaa sun le tu dil ki sadaa meri aawaaz ka teer jaayega dil ko bhi cheer meri aawaaz ka teer jaayega dil ko bhi cheer khoye nafrat laaye ulfat ye asar hai meharbaan sun le tu dil ki sadaa pyaar se pyaar sajaa sun le tu dil ki sadaa pyaar rastaa hai mera aisa raahi hoon tera pyaar rastaa hai mera aisa raahi hoon tera na rahoon main na rahe tu par rahegi daastaan sun le tu dil ki sadaa pyaar se pyaar sajaa sun le tu dil ki sadaa do dilon ki ye lagan jaane dharti aur gagan do dilon ki ye lagan jaane dharti aur gagan tu jahaan hai main wahaan hoon jism do hai ek jaan sun le tu dil ki sadaa pyaar se pyaar sajaa sun le tu dil ki sadaa pyaar se pyaar sajaa sun le tu dil ki sadaa
sajanaaa aa aaa ho sajana aa aa hoo oo sanwari o oooo sun mere sajana re sun mere sajana dekho ji mujhko bhool na jana sun mere sajana ree oo sun meri sanwari o sun meri sanwari apna bana ke chhod na jana sun meri sanwari oo na tujhko main bulaunga nigahon mein chhupaunga na tujhko main bulaunga nigahon mein chhupaunga magar itna karo vada magar itna karo vada ki rishta tod na jana sun meri sanwari hoye sun meri sanwari o sun meri sanwari apna bana ke chhod na jana sun meri sanwari hoo ye rishta chaar aankhon ka mere saajan na tootega ye rishta chaar aankhon ka mere saajan na tootega jo mujhko aazmana ho jo mujhko aazmana ho to doli leke aa jana sun mere sajana re sun mere sajana re sun mere sajana dekho ji mujhko bhool na jana sun mere sajana ree oo sun meri sanwari oo sun meri sanwari apna bana ke chhod na jana sun meri sanwari oo baje jis roz shehnayi baje jis roz shehnayi samajh lena barat aayi o armanon ki doli mein o armanon ki doli mein dulhaniya ban ke aa
sun sun sun o gulaabi kali teri meri baat ab aage chali dil le ke mera door door jaao naa jaa jaa aaya hai bada chhaila dildaar rasiyaa kuchh aage badha to kabhardaar rasiyaa sun sun sun o gulaabi kali haaye teri meri baat ab aage chali dil le ke mera door door jaao na are a jaa jaa aaya hai bada chhaila dildaar rasiyaa kuchh aage badha to kabhardaar rasiyaa mujhe palkon mein apni chhupa lo sapna samjh ke haaye meri khaatir to fursat nikalo apna samjh ke hooo main hoon yaar tera chheee ho tu hai pyaar mera chal chal dil mein samaan ke tu jaana naa ruk ruk ruk misri ki dali teri meri baat ab aage chali dil le ke mera door door jaao naa jaa jaa aaya hai bada chhaila dildaar rasiyaa kuchh aage badha to kabhardaar rasiyaa hai sadak pe liye dil ko phirta majnu ka chela hoooo aahen bhar bhar ke raahon mein girta kar ke jhamela hooo are kachche shikaari achchha ye teri hosiyaari ji samjhi hoon mujhko banaana naa gali gali poochhtaa hoon teri gali teri meri baat ab aage
sun sun sun sun zaalima pyaar humko tumse ho gaya dil se mila le dil mera tujhko mere pyaar ki kasam ja ja ja ja bewafa kaisa pyaar kaisi preet re tu na kisi ka meet re jhoothi tere pyaar ki qasam sun sun sun sun zaalima ja ja ja ja bewafa pyaar ki nazar se door yun na zindagi guzaar husn tu hai ishq main kar bhi le nazar ko chaar pyaar ki nazar se door yun na zindagi guzaar husn tu hai ishq main kar bhi le nazar ko chaar chaar main nazar karoon aur phir huzoor se chaar main nazar karoon aur phir huzoor se paas yun na aaiye baat keeje door se ja ja ja ja bewafa kaisa pyaar kaisi preet re tu na kisi ka meet re jhoothi tere pyaar ki qasam arre waah sun sun sun sun zaalima ja ja ja ja bewafa door kab talak rahoon phool tu hai rang main main to hoon tere liye dor tu patang main door kab talak rahoon phool tu hai rang main main to hoon tere liye dor tu patang main kat gayi patang ji dor ab na daaliye kat gayi patang ji dor ab na daaliye aur kisi ke saamne ja ke dil
Suni Kisi Ne Bekahi
suniye suniye hamara fasaana dil naa jaane kahaan kho gaya bhool jao ji tum apne dil ko ab to wo dil mera ho gaya suniye suniye hamara fasaana dil naa jaane kahaan kho gaya bhool jao ji tum apne dil ko ab to wo dil mera ho gaya humko bharosa tha apne dil par kaise tumhara hua hai humko bharosa tha apne dil par kaise tumhara hua hai hota hai kya kya dekhoge aage ye to abhi ek khata hai roz raaton ko taare ginoge rog dil ka tumhen ho gaya bhool jao ji tum apne dil ko ab to wo dil mera ho gaya suniye suniye hamara fasaana dil naa jaane kahaan kho gaya bhool jao ji tum apne dil ko ab to wo dil mera ho gaya kitne musaafir bhoole hain manzil ulfat ke raste na jaana kitne musaafir bhoole hain manzil ulfat ke raste na jaana jitna bhi chaho hamko sata lo ye hai tumhara zamaana hum bhi ek roz tum par hansenge pyaar tumko agar ho gaya bhool jao ji tum apne dil ko ab to wo dil mera ho gaya suniye suniye hamara fasaana dil naa jaane kahaan kho gayaa bhool jao ji tum apne dil ko
aa aa aaa suniyo araj hamaari prabhuji suniyo araj hamaari duniyaa ki iss bhari sabhaa mein duniyaa ki iss bhari sabhaa mein rakhiyo laaj muraari suniyo araj hamaari tod diyaa andhe haathon ne raam naam ka pyaalaa jal ke raakh huyi re kaanhaa bhakton ki madhushaalaa suniyo araj hamaari prabhuji suniyo araj hamaari paap ke mandir nis din bante jhoot ki gangaa behati dharm ki aankhen andhi ho gayi pujaa ho gayi sasti suniyo araj hamaari prabhuji suniyo araj hamaari har man mein tum base huye ho jaane ye sansaari aas milan ki janam janam tak phir bhi rahe kunvaari suniyo araj hamaari prabhuji suniyo araj hamaari
suno ramzaan ki daastaan to suno rehmaton ka bayaan hai bayaan to suno rehmaton ka bayaan hai bayaan to suno ladka tha ek shehron mein jo husn bemisaal kamsin tha jiski umra thi samjho ki saat saal ramzaan ke jo chaand pe uski nazar padi uske bhi dil mein roze ki ek aarzoo jagi roza rakhunga main bhi ye maa baap se kaha shehri karunga main bhi jaga dena tum zara suno ramzaan ki daastaan to suno rehmaton ka bayaan hai bayaan to suno rehmaton ka bayaan hai bayaan to suno ladke ki baat sun li magar kuchh nahin kaha ladka subah utha to hua unse wo khafa samjhaya maa ne baap ne aye mere gulsitaan roza nahin hai farz abhi tujhpe meri jaan nanhe se dil ko baat ka sadma bada hua maa se kaha kuraan mein kehta hai ye khuda roze ki bhook pyaas jo hasti uthayegi us rozedaar ko na ye dozakh jalaayegi kuraan jis mein utra suno wo mahina hai tauba kabool karta khuda wo mahina hai suno ramzaan ki daastaan to suno rehmaton ka bayaan hai bayaan to suno rehmaton ka bayaan hai bayaan
aa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaa suno suno aye duniya waalo bapu ki yeh amar kahani suno suno aye duniya waalo bapu ki yeh amar kahani woh bapu jo pujya hai itna jitna ganga maa ka paani woh bapu jo pujya hai itna jitna ganga maa ka paani suno suno aye duniya waalo bapu ki yeh amar kahani suno suno aye duniya waalo bapu ki yeh amar kahani tees janwari shaam ko bapu tees janwari shaam ko bapu birla ghar se bahar aaye prarthana asthaan ki jaanib dheere dheere kadam badhaye lekin us din honi apna roop badal kar aayiii aur ahinsa ke seene parrr hinsa ne goli barsaayi bapu ne kahaa raaam raaam aur jag se kiya kinaara raam ke mandir mein ja pahuncha shri raam ka pyaara jao bapu pyare bapu rahega naam tumhara jab tak chamke chand sitaare chamke kaam tumhara bapu tumne pran diye aur maut ki shaan badhayi tumne apna khoon diyaa aur maut ki shaan badhayi tumne apna khoon diyaa aur prem ki jyot jalaayi jai bapu ki jai gandhi ki bolo sab jan jai gandhi jai bapu ki jai gandhi ki bolo
hey suno suno miss chaterjee mere dil ka metter ji culcatte waali ruth gayi kyun baat nahin ye better ji b e t t e r better b e t t e r better suno suno miss chaterjee mere dil ka metter ji culcatte waali ruth gayi kyun baat nahin ye better ji b e t t e r better b e t t e r better ban than ke yun kahan chali ho fifty ki raftaar se dil waala koi kud na jaaye chalti motor car se are ban than ke yun kahan chali ho fifty ki raftaar se dil waala koi kud na jaaye chalti motor car se chalte chalte padhti jaao dil ka open letter ji l e t t e r letter l e t t e r letter suno suno miss chaterjee mere dil ka metter ji culcatte waali ruth gayi kyun baat nahin ye better ji b e t t e r better b e t t e r better phaad de apne dil ka letter kis ko fool banata hai phaad de apne dil ka letter kis ko fool banata hai hum se kar ke pyaar ka waada bahar daanw lagata hai tu hi keh de kaise nibhege tera mera matter ji m a t t e r matter m a t t e r matter hey suno suno miss chaterjee mere
sur badle kaise kaise dekho kismat ki shehnaai sur badle kaise kaise dekho kismat ki shehnaai haathon mein aaya na haath piya ka kahe ko mehandi rachayi sur badle kaise kaise dekho kismat ki shehnaai bikhar gayi sehre ki kaliyaan haar singaar bhi pad gaya feeka bikhar gayi sehre ki kaliyaan haar singaar bhi pad gaya feeka ghunghat hi ki aot se paya chaar ghadi bas darshan pee ka toot gaye sab sunder sapne raat milan ki naa aayi sur badle kaise kaise dekho kismat ki shehnaai sur badle kaise kaise dekho kismat ki shehnaai sur badle kaise kaise dekho kismat ki shehnaai sur badle kaise kaise dekho kismat ki shehnaai kal tak thi rangeen baharein aaj kapas hai aur zanjeerein kal tak thi rangeen baharein aaj kapas hai aur zanjeerein taaron ki gardish ke aage kaam na aayi kuchh tadbeerein hasrat thi dil ko melon ki aur mili hai tanhayi sur badle kaise kaise dekho kismat ki shehnaai sur badle kaise kaise dekho kismat ki shehnaai sur badle kaise kaise dekho kismat ki
surahidar gardan koyal si hai awaaz teri har ek baat pe mujhko hai bada naaz surahidar gardan koyal si hai awaaz teri har ek baat pe mujhko hai bada naaz kaajal bhari aankhon mein haya dekh raha hoon kaajal bhari aankhon mein haya dekh raha hoon maasoom adaon mein wafa dekh raha hoon maasoom adaon mein wafa dekh raha hoon milte nahin duniyan ke haseenon mein ye andaaz teri har ek baat pe mujhko hai bada naaz surahidar gardan koyal si hai awaaz teri har ek baat pe mujhko hai bada naaz aayi thi khayalon mein jo tasveer tu hi hai aayi thi khayalon mein jo tasveer tu hi hai likhi hai lakeeron mein jo takdeer tu hi hai likhi hai lakeeron mein jo takdeer tu hi hai pehli hi mulaqaat mein sab khul gaye the raaz teri har ek baat pe mujhko hai bada naaz surahidar gardan koyal si hai awaaz teri har ek baat pe mujhko hai bada naaz jiss raah se gujrun tu mere saath rahegi jiss raah se gujrun tu mere saath rahegi tu aakhri dum tak bhi mere paas rahegi tu aakhri dum tak bhi mere
swapna jhade phool se meet chubhe shool se lut gaye shrringaar sabhi baag ke babul se aur hum khade khade bahaar dekhate rahe kaarawaan guzar gayaa gubaar dekhate rahe neend bhi khuli na thi ki haay dhup dhal gai paanv jab talaq uthe ki zindagi fisal gayi paat paat jhad gaye ki shaakh shaakh jal gai chaah to nikal saki na par umar nikal gayi par umar nikal gayi geet ashq ban gaye swapn ho dafan gaye saath ke sabhi diye dhuaa pehan pehan gaye aur hum jhuke jhuke mod par ruke ruke umr ki chadhaav kaa utaar dekhate rahe kyaa shabaab thaa ki phool phool pyaar kar uthaa kyaa kamaal thaa ki dekh aainaa sihar uthaa is taraf zameen aur aasamaan udhar uthaa thaam kar jigar uthaa ki jo milaa nazar uthaa ki jo milaa nazar uthaa ek din magar yahan aisi kuchh hawa chali lut gayi kali kali ki ghut gayi gali gali aur hum lute lute waqt se pite pite shaanjh ki sharaab ka khumaar dekhate rahe kaaravaan guzar gaya gubaar dekhte rahe haath the mile ke zulf chaand ki savaar dun honth
Sweetheart Sweetheart
taaqat watan ki tum se hai himmat watan ki tum se hai izzat watan ki tum se hai insaan ke tum rakhwaale taaqat watan ki hum se hai himmat watan ki hum se hai izzat watan ki hum se hai insaan ke hum rakhwaale pehredaar himaalaye ke hum jhoken hain toofan ke sun kar garaj humari seene phat jaate chattaan ke haaa haaa haaaaaaaa haaa haaaaa haaaaa haaaa pehredaar himaalaye ke hum jhoken hain toofan ke sun kar garaj humari seene phat jaate chattaan ke haaa haaa haaa haaaa haaa haaa haaa haaaa taaqat watan ki hum se hai himmat watan ki hum se hai izzat watan ki hum se hai insaan ke hum rakhwaale haaa haaa haaa haaaa haaa haaa haaa haaa haaaa seena hai faulad ka apna phoolon jaisa dil hai tan mein vindyachal ka bal hai mann mein tajmehal hai haaa haaa haaaaaaaa haaa haaaaa haaaaa haaaa seena hai faulad ka apna phoolon jaisa dil hai tan mein vindyachal ka bal hai mann mein tajmehal hai haaa haaa haaa haaaa haaa haaa haaa haaaa taaqat watan ki hum se hai himmat watan ki hum
taare taare kitne neel gagan pe taare taare taare kitne neel gagan pe taare teri umr ho itne saal jitne neel gagan pe taare taare taare kitne neel gagan pe taare phool hain kitne pyaare phoolon se pyaara tu happy b''day to you log hain kitne nyaare logon se nyaara tu happy b''day to you aa jaa gale lag jaa mere dil ke sahaare taare taare kitne neel gagan pe taare lala lala lal lala la lala lala la tumhin mere daddy aur tum hi mere meet daddy you are very sweet mummy se seekha hai maine ye naya geet daddy you are very sweet aa jaa gale lag jaa pappa mere pyaare pyaare taare taare kitne neel gagan pe taare saalgiraah ka ye din mubaaraq mere laal jiye tu hazaaron saal tujhko kuchh ho jaaye to kya ho mera haal jiye tu hazaaron saal aa jaa gale lag jaa mere raajdulaare taare taare taare kitne neel gagan pe taare teri umr ho itne saal jitne neel gagan pe taare taare taare kitne neel gagan pe taare
ye chaand sa roshan chehra zulfon ka rang sunehra ye jheel si neeli aankhen koi raaz hai inmein gehra taarif karoon kya uski jisne tumhen banaaya ye chaand sa roshan chehra zulfon ka rang sunehra ye jheel si neeli aankhen koi raaz hai inmein gehra taarif karoon kya uski jisne tumhen banaaya ik cheez qayaamat bhi hai logon se suna karte the tumhen dekh ke maine maana woh theek kaha karte the woh theek kaha karte the hai chaal mein teri zaalim kuchh aisi balaa ka jaadoo sau baar sambhala dil ko par ho ke raha beqaaboo taarif karoon kya uski jisne tumhen banaaya ye chaand sa roshan chehra zulfon ka rang sunehra ye jheel si neeli aankhen koi raaz hai inmein gehra taarif karoon kya uski jisne tumhen banaaya har subah kiran ki laali hai rang tere gaalon ka har shaam ki chaadar kaali saaya hai tere baalon ka har subah kiran ki laali hai rang tere gaalon ka har shaam ki chaadar kaali saaya hai tere baalon ka saaya hai tere baalon ka tu balkhaati ik nadiya har mauj teri
taaron bhari raat hai par tu nahin taaron bhari raat hai par tu nahin ye zindagi kya hai ye zindagi kya hai tum kahin hum kahin taaron bhari raat hai par tu nahin mann ka panchhi bol utha hai bol balam tore dil mein kya hai bol balam mann ka panchhi bol utha hai bol balam tore dil mein kya hai bol balam mere dil ki baat naa poochho mere dil ki baat naa poochho haaye kahin lagta nahin tum kahin hum kahin taaron bhari raat hai par tu nahin thodi thodi der mein jee bhar bhar aaye hai apni lagi ke sab jag gun gaaye hai thodi thodi der mein jee bhar bhar aaye hai apni lagi ke sab jag gun gaaye hai mere dil ki baat to poochho mere dil ki baat to poochho haaye kahin lagta nahin tum kahin hum kahin taaron bhari raat hai par tu nahin ye zindagi kya hai ye zindagi kya hai tum kahin hum kahin taaron bhari raat hai par tu nahin
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Sukh Ke Sab Saathi Gopi (1970) 06:14 21255
 
Poster of Gopi (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Duration : 06:14   Song Number : 21255   

Sun Aye Maahzabin Dooj Ka Chaand (1964) 03:17 40736
 
Poster of Dooj Ka Chaand (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:17   Song Number : 40736   

Sun Le Tu Dil Ki Sadaa Tere Ghar Ke Samne (1963) 03:20 12515
 
Poster of Tere Ghar Ke Samne (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:20   Song Number : 12515   

Sun Mere Sajana Aansoo (1953) 05:47 19115
 
Poster of Aansoo (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
On Screen Actors- 
Kamini Kaushal, Shekhar
Duration : 05:47   Song Number : 19115   

Sun Sun Sun O Gulaabi Sawan Bhadon (1970) 04:43 12482
 
Poster of Sawan Bhadon (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Sonik-Omi
On Screen Actors- 
Naveen Nishchal, Rekha
Duration : 04:43   Song Number : 12482   

Sun Sun Sun Zaalima Aar Paar (1954) 02:58 21262
 
Poster of Aar Paar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Shyama, Guru Dutt
Duration : 02:58   Song Number : 21262   

Suni Kisi Ne Bekahi Qatil (1960) 03:24 38627
 
Poster of Qatil (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Farooq Qaiser
Music Director- 
Naushad
Duration : 03:24   Song Number : 38627   

Suniye Suniye Hamara Fasana Daughter of Sindbad (1958) 02:57 37518
 
Poster of Daughter of Sindbad (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Anjum Jaipuri
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Nadira, Tripathi
Duration : 02:57   Song Number : 37518   

Suniyo Araj Hamaari Prabhuji Mohd Rafi 03:37 36500
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Bhajan
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:37   Song Number : 36500   

Suno Ramzan Ki Dastan Ko Suno Alam Ara (1973) 05:24 39422
 
Poster of Alam Ara (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Iqbal Qureshi
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 05:24   Song Number : 39422   

Suno Suno Aye Duniya Waalo (Sad) Bapu Ki Amar Kahani (1948) 05:10 32784
 
Poster of Bapu Ki Amar Kahani (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 05:10   Song Number : 32784   

Suno Suno Miss Baharen Phir Bhi Aayengi (1966) 05:06 12283
 
Poster of Baharen Phir Bhi Aayengi (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Azeez Kashmiri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Johny Walker, Madhavi
Duration : 05:06   Song Number : 12283   

Sur Badle Kaise Kaise Barkha (1959) 05:52 37177
 
Poster of Barkha (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Anand Kumar, Shobha Khote
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:52   Song Number : 37177   

Surahidar Gardan Koyel Si Hai Awaz Aman (1967) 05:02 15547
 
Poster of Aman (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Saira Banu
Duration : 05:02   Song Number : 15547   

Swapna Jhare Phool Se Nai Umar Ki Nai Fasal (1965) 06:35 32849
 
Poster of Nai Umar Ki Nai Fasal (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajeev
Duration : 06:35   Song Number : 32849   

Sweetheart Sweetheart Sweetheart (1971) (Unreleased) 03:14 40723
 
Poster of Sweetheart (1971) (Unreleased)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:14   Song Number : 40723   

Taaqat Watan Ki Hum Se Prem Pujari (1970) 07:20 21274
 
Poster of Prem Pujari (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Nazeer Husain, Ram Mohan
Duration : 07:20   Song Number : 21274   

Taare Kitne Neel Gagan Aap Aye Bahaar Ayee (1971) 04:16 12582
 
Poster of Aap Aye Bahaar Ayee (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Bobby
Duration : 04:16   Song Number : 12582   

Taarif Karun Kya Uski (Yeh Chaand Sa Roshan Chehra) Kashmir Ki Kali (1964) 05:36 21431
 
Poster of Kashmir Ki Kali (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 05:36   Song Number : 21431   

Taaron Bhari Raat Hai Kajal (1948) 03:13 16262
 
Poster of Kajal (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
D N Madhok
Music Director- 
Ghulam Mohammad
On Screen Actors- 
Wasti, Suraiya
Duration : 03:13   Song Number : 16262   
Karaoke Songs of Mohammed Rafi, Sad Songs of Mohammed Rafi, Love Songs of Mohammed Rafi, Dance Songs of Mohammed Rafi, Hip-hop songs of Mohammed Rafi, Best songs of Mohammed Rafi, Super hit songs of Mohammed Rafi, hit songs of Mohammed Rafi, duet songs of Mohammed Rafi, solo songs of Mohammed Rafi, old songs of Mohammed Rafi, famous songs of Mohammed Rafi, Hindi Karaoke Songs of Mohammed Rafi, Hindi Sad Songs of Mohammed Rafi, Hindi Love Songs of Mohammed Rafi, Hindi Dance Songs of Mohammed Rafi, Hindi Hip-hop songs of Mohammed Rafi, best Hindi songs of Mohammed Rafi, super hit Hindi songs of Mohammed Rafi, hit Hindi songs of Mohammed Rafi, duet Hindi songs of Mohammed Rafi, solo Hindi songs of Mohammed Rafi, old Hindi songs of Mohammed Rafi, famous Hindi songs of Mohammed Rafi, Sing Along Songs of Mohammed Rafi, Sing Along Sad Songs of Mohammed Rafi, Sing Along Love Songs of Mohammed Rafi, Sing Along Dance Songs of Mohammed Rafi, Sing Along Hip-hop songs of Mohammed Rafi, Sing Along Best songs of Mohammed Rafi, Sing Along Super hit songs of Mohammed Rafi, Sing Along hit songs of Mohammed Rafi, Sing Along duet songs of Mohammed Rafi, Sing Along solo songs of Mohammed Rafi, Sing Along old songs of Mohammed Rafi, Sing Along famous songs of Mohammed Rafi